Mohammad imran pratapgarhi shayari
[MEMRES-5]!
IMRAN PRATAPGADI SHAYARI ON MAA-----
{imran pratapgarhi ; shayad aap me se bahot sare log is naam ko bahot hi achhi tarah se jante hain, aur khas-kar uttar pradesh ke log ,imran pratapgarhi ka naam "mohammad imran" hai inke abba / pita ka naam mohammad iliyaz khan hai , imran pratapgarhi ka janam 6 august 1987 me uttar pradesh ke pratapgad jile mein huwa tha , imran pratapgarhi ne ilahabad university se apni talim mukammal ki , aur mushaire ki duniya mein sarkar ke khilaf apni soch ko bina kisi dabaw ke bina kisi political party ke pressure mein aaye aawam tak sarkar ki galtiyan ginane mein inhone koi bi kasar nahi chodii, imran pratapgarhi ko 2016 me akhilesh ji ki sarkar mein "yash bharti'' ka award bi diya gaya hai, imran pratapgrhi 2019 me congress ki ticket se UP ke muradabad se election bi lad chuke hai , guy'z aaj ham is post mein imran pratapgarhi sahab ki MAA par kahi gayi lok-priya nazm laye hain